Saturday 27 August 2011

hurts wall


ek haqeeqat sahi firdous may hooron ka wujood -

husn-e-insan se nimtoon tou wahan tak dekhon

sahil samundar ke saath....

saaz aawaz ke saath......

khushbu phool ke saath....

aur ham aap ke saath.....




jate howe pak ke perchaiyan mujhey de do.tum apni sham ke tanhaiyan mujhey de do.main tumhey yad daro or tum chaley aao.muhabat ke yeh sachaiyan mujhey de do
 

log to zindagi guzarte hain zinda rehkar

main zindagi guzarta hoon marr kar

agar guzaar sakte ho aisi zindagi

to tu b kissi se sacha pyar kar

love is blind
marriege is a institution for a blind..

take admission in blinds institute
 

jab kabhi tujhe mein nay apnee aankhun mein paya tab tab dil ne kaha mujhe tum sey pyar hai

har dil ke dharkan mein koe baat hoti hai. har udas zindgi mein kisi ke yad hoti hai. tumhein pata ho na ho tumhari hur khushi k pechey humari duaa hota hai..
 

tuje dekhe bina teri tasveer bana sakta hon.

tuje jane bina tera haal bata sakta hon.

hai meri mohabat me itna dam.

apni ankh k ansoo teri ankh se gira sakta hon...

 

mukader ki ghawai se.

mohabbat ki sehai se.

mujhe tum pertumhari zaat ko tehreer KaRNa hai

tasawer jo abhi tak hai.

use tasveer KaRNa hai.

 

ki nadani teri mehfil main a bathey
zameen ki khak thay asman say dil laga bathey
 

No comments:

Post a Comment